SEARCH SMS

Happy Raksha Bandhan


1. Neend apni bhula kar sulaye humko,

Aansu apne gira ker hasaye sabko,
Dard kabhi na dena us devi ke avtar ko,
Jamana jise kehta hai bhain jisko,
Happy Raksha Bandhan sweet Sis...

2. Sath pale aur sath bhade hain
Khoob mila bachpan mein pyar
Bhai bhain ka pyar bhadane
Aaya rakhi ka tyohar
Happy Raksha Bandhan Festival

3 .Chawal Ki Khushbu Or Kesar Ka Singar
Bhaal Tilak Or Khusiyo Ki Bauchar
Behno Ka Sath Or Besumar Pyar
MUBARAK Ho Apko Raakhi Ka Tyohar